I-Soft

Search

Thursday, December 24, 2009

Kadurat Ho To Sachi Baat Bhi Mani Nahi Jati

Kadurat Ho To Sachi Baat Bhi Mani Nahi Jati
Ke Chashme Toor Tak Suraj Ki Tabaani Nahi Jati
Ab Itna Bhi Na Apne Ko Bigaro Bugze HAIDER Me
Ke Khud Tumse Tumhari Shakl Hi Pehchani Nahi Jati

Unke Naam Khud Mursal Likh Gae Hain Kaaghaz Par

Unke Naam Khud Mursal Likh Gae Hain Kaaghaz Par
Baagh Sayyida Ka Hai, Aap Kon Hote Hein ?

Me Ali Ke Dushman Par LAnat'ain Jo Karta Hoo
Ye Mera Wazeefa Hai, Aap Kon Hote Hein ?

Allah Woh Bhi Waqt Zamaney Me Laye Ga

Allah Woh Bhi Waqt Zamaney Me Laye Ga
Dhonday Say Bhi Nishan Na Batil Ka Payega
Khamosh Is Tarhan Say Jo Rahey Gi Kitab E Haq
Duniya Me Bolta Huwa Quran Ayega

Aabhi Kuch Or Rahyen Gay Imam Parday Me

Aabhi Kuch Or Rahyen Gay Imam Parday Me
K Horahey Hain Qayamat K Kaam Parday Me
Sehar Say Pehlay Arezun Ki Maslihat Hy Yehi
Huzoor Say Ho Salam O Payam Parday Me

Ta Ajub Un Pay Hy Bay Wajha Sir Jo Partey Hain

Ta Ajub Un Pay Hy Bay Wajha Sir Jo Partey Hain
Kisi Say Laina Na Daina Fazool Lartay Hain
Khamosh Baithey Howey Hain Khamosh Rehnay Dain
Huk Intezar Me Hyn Apney Aaqa K
Log Kyun Phr Kham Khaa Bigartey Hain

Sab K Sab Aala Nasab Silsila Hy Aik Sa

Sab K Sab Aala Nasab Silsila Hy Aik Sa
Ibtida Hyder Say Hy Mehdi Pay Hy Inteha
Chotay Barey Ka Sawal In Me Huwa Hy Na Hoo
Dada Bhi Laftah Pota Bhi Mushkil Khusha

Karunga Khul Ke Tabbarra Ali Ke Dushman Par

Karunga Khul Ke Tabbarra Ali Ke Dushman Par
Furoo E Deen Ka Yehi Hisab Hai Kia Kea Jaye
Jo Rokta Hai Tabbaray Se Uske Ayy Mola
Laga Do Aisa Tamacha Ke Phir Maza Aaayee

Khush Na Hamse Dushman E Haider Hua,Acha Hua

Khush Na Hamse Dushman E Haider Hua,Acha Hua
Dushman E Haider Ka Hamse Dil Jala, Acha Hua
Hogaya Nazdeek Mujse Rab Mera Ayy Doston
FATIMA Ke Dushmano Se Fasla, Acha Hua

Ham Ali Ke Deewane Har Ada Ghadeeri Hain

Ham Ali Ke Deewane Har Ada Ghadeeri Hain
Ibtida Ghadeeri Hain, Intiha Ghadeeri Hain

Ambiya Imamo Ka Silsila Ghadeeri Hai
Parhlo Aaya E BAL'LIGH Khud Khuda Ghadeeri Hai

Aaj Bhaagne Wale, Raasta Na Painge Maimana Ghadeeri Hai, Maisara Ghadeeri Hai

Aaj Bhaagne Wale, Raasta Na Painge
Maimana Ghadeeri Hai, Maisara Ghadeeri Hai

Naam Leke Haider Ka, Ham Ye Jaan Lete Hain
Kon Hai Saqeefaaai Kon Sa GHADEERI Hai

In Kay Sajdaon Say Manover Hay Jabeen

in Kay Sajdaon Say Manover Hay Jabeen-E-Aftab Meary Harfoon Ki Ibadet Un Khuda Waloon Kay Nam Meari Shah Rag Ka Lahoo Nazary Shaheedanay Wafa Mary Jazboon Ki Aqeedat Karbala Waloon Kay Nam

Ye Muftian E Deen Se Kehti Hai Karbala

Ye Muftian E Deen Se Kehti Hai Karbala
Bidaet Usi Ki Yaad Jo Jeena Sikha Gaya ?
Tum Lakh Se Aik Lal Masjid Na Bacha Sake
Mera Hussain Poori Shaiat Bacha Gaya

Yaqeen Nahi To Eesa Nabi Se Pooch Le Tu

Yaqeen Nahi To Eesa Nabi Se Pooch Le Tu

Qaza Bhi Aaye To Foran Ye Taal Deta Hai

Ali (A.S) Wali Ko Musibat Me Tu Bula To Sahi

Ye Mushkilon Ka Janaza Nikal Deta Hai

Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada Muntazir Jane Kab Se Hai Ahle Wila

Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada
Muntazir Jane Kab Se Hai Ahle Wila

Jald Ho Ab Zahoor E Imam E Zamam
Ay Khuda Hai Yehi Aarzoo E Wafa

Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada Muntazir Jane Kab Se Hai Ahle Wila

Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada
Muntazir Jane Kab Se Hai Ahle Wila

Jald Ho Ab Zahoor E Imam E Zamam
Ay Khuda Hai Yehi Aarzoo E Wafa

Dushmanaane Haider Ko Jo Qareeb Rakhte Hain Mera Aisay Logon Se Faasla Zaroori Hai

Dushmanaane Haider Ko Jo Qareeb Rakhte Hain
Mera Aisay Logon Se Faasla Zaroori Hai

Ahlubayt Ke Haq Baat Jab Bhi Aaye Gi
Har Ghadeer Wale Ka Bolna Zaroori Hai

Nabi Ke Baad To Rehbar Bana Dye Laikin Kahin Ghadeer Sa Mimbar Mile To Le Aaao

Nabi Ke Baad To Rehbar Bana Dye Laikin
Kahin Ghadeer Sa Mimbar Mile To Le Aaao

Ali Ki Baat Bari Hai, Ali To Mola Hain
Jawab E Hazrat E Qambar Mile To Le Aao

Jise Bhi Roza E Abbas Ka Deedar HoJaye

Jise Bhi Roza E Abbas Ka Deedar HoJaye

HAqeeqat Me Usi Ko Khuld Ka Deedar Hojaye

Me Samjhoonga Mujy Har Marz Se Doori Mayassar Hai

Mera Dil Ishq E Ghazi Me Agar Beemar Hojaye

Hussain Teri Ataa Ka Chashma Dilo'n K Daman Bhigo Raha Hy

Hussain Teri Ataa Ka Chashma
Dilo'n K Daman Bhigo Raha Hy

Ye Aasman Par Udaas Badal
Teri Mohabbat Main Ro Raha Hy

Saba Bhi Guzry Jo Karbala Se
Tou Us Ko Kehta Hy Arsh Wala

Tu Aur Dheery Guzar Yahan Pr
Mera Hussain So Raha Hy ...

Kul AMBIYA Ki Wafa Ko HUSSAIN Kehte Hyn

Kul AMBIYA Ki Wafa Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

KHUDA Ki Khaas Ada Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

Yazeed Naam Hy Dunya Ki
Kul Nijasat Ka

Taharato'n K KHUDA KO
HUSSAIN Kehte Hyn ...

Aashoor Ko Diye Se Hawa Bool Rahi Ha,

Aashoor Ko Diye Se Hawa Bool Rahi Ha,
Bujh Kar Bhi Tum Main Rooh E Baqa Bool Rahi Ha,
Aawaz Di Chiragh E Imamat K Noor Ney,
Imran K Lahoo Ki Zia Bool Rhi Ha,

Aankho'n K Sahilo'n Pe Hy Askho'n Ka Ek Hujoom

Aankho'n K Sahilo'n
Pe Hy Askho'n Ka
Ek Hujoom

Shayad
GHAM-E-HUSSAIN
Ka Mausam Qareeb Hy ..

Saba Bhi Guzry Jo Karbala Se Tou Us Ko Kehta Hy Arsh Wala

Saba Bhi Guzry Jo Karbala Se
Tou Us Ko Kehta Hy Arsh Wala

Tu Aur Dheery Guzar Yahan Pr
Mera Hussain So Raha Hy

Krbala K Jaan Nisaroon Ko SALAM

Krbala K Jaan
Nisaroon Ko
SALAM
Fatima Zahra K
Pyaroon Ko
SALAM
Jo Hussaini
Qaflay Mein
Thay Shareek
Kehtay Hain
Attar
Saroon Ko

Imaam HussaiN Ki Shaan Main.!!

Imaam HussaiN Ki Shaan Main.!!

Khoon Se Chirag Deen Ka Jalaya Hussain Ne

Rsm-E-Wafa Ko Khoob Nibhaya Hussain Ne

Khud Ko To Ek Boond B Pani Na Mil Saka

Karb O Bala Ko Khoon Pilya Hussain Ne

Aise Nmaz Kon Prhay Ga Jahan Me

Sjdah Kia To Sar Na Uthya Husain Ne

Sb Kuch Khuda Ki Rah M Qurban Kr Dia

Asghr Sa Phool B Na Bachya Husain Ne........!

Jahan Me Tazkra Shaan-O-Seher HUSSAIN Ka Hy

Jahan Me Tazkra
Shaan-O-Seher
HUSSAIN Ka Hy

Zamana Dekh Ly Kitna
Asar HUSSAIN Ka Hy

Hy Karbala Jo 72
Gulo'n Ka Guldasta

Isy Sajany Me Sara
Hunar HUSSAIN Ka Hy

Pani Ki Talab Ho To Ek Kaam Kiya Kar

Pani Ki Talab Ho To Ek Kaam Kiya Kar

Karbala Ke Naam Pe Ek Jaam Piya Kar

Ki Mujh Ko Hussain Ibn E Ali (A.S.) Ne Yeh Nasihat

Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar

Din Rota Hy Raat Roti Hy

Din Rota Hy Raat Roti
Hy

Har Momin Ki Zaat Roti
Hy

Jab Bhi Muharram Aata
Hy Khuda Ki Qasam

Gham-E-HUSSAIN Main
Saari Kainaat Roti Hy ...

Yun Hi Nahi Jahan Main Charcha HUSSAIN Ka

Yun Hi Nahi Jahan Main
Charcha HUSSAIN Ka

Kuch Dekh K Hua Tha
Zamana HUSSAIN Ka

Sar De K Do Jahan Ki
Hukumat Khareed Li

Mehanga Para Yazeed Ko
Sauda HUSSAIN Ka ...

Andaz-E-Bandagi Hy Nirala HUSSAIN Ka

Andaz-E-Bandagi Hy
Nirala HUSSAIN Ka

Sajdo'n Me Lajawab Hy
Sajda HUSSAIN Ka

Be-Daagh Zindagi Ka Yehi
Tou Kamal Hy

Har Shaks Parh Raha Hy
Qaseeda HUSSAIN Ka

HUSSAIN Ibn-E-ALI Waqt Ki Tehzeeb Ka Naz

HUSSAIN
Ibn-E-ALI
Waqt Ki Tehzeeb Ka Naz

Jis Ny Afsha'n Kia
Insaan Ki Toqeer Ka
Raaz

Jis Ka Har Zakhm Hy
Sarmaye-E-Taqdeer-E-
Hijaaz

Jis Ny Teero'n K
Musal'ley Py Ada Ki
Hy NAMAZ ...

Wo Jis Ka Mansab Hi Tha Imamat

Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato'n Ka
Ameen Hoga

Lab-E-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-E-Shabbar

Ye Sari Cheezai'n
Mila K Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...

Wo Jis Ka Mansab Hi Tha Imamat

Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato'n Ka
Ameen Hoga

Lab-E-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-E-Shabbar

Ye Sari Cheezai'n
Mila K Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...

Hussain Teri Taazeem Ja-Baja Hogi

Hussain Teri
Taazeem Ja-Baja Hogi

Yazeed Teri Tazleel
Barmala Hogi

Har Ek K Dil Pe Lagi Hy
Gham-E-Hussain Ki Mohar

Agar Shikast Ye Hi Hy
Tou Fatah Kia Hogi ??

Hussain Teri Taazeem Ja-Baja Hogi

Hussain Teri
Taazeem Ja-Baja Hogi

Yazeed Teri Tazleel
Barmala Hogi

Har Ek K Dil Pe Lagi Hy
Gham-E-Hussain Ki Mohar

Agar Shikast Ye Hi Hy
Tou Fatah Kia Hogi ??

Jab Bhi Kabhi Zameer Ka Sauda Ho Dosto'n

Jab Bhi Kabhi Zameer
Ka Sauda Ho Dosto'n

Qayam Raho HUSSAIN
K Inkaar Ki Terha !!!

Kia Jalwa Karbala Mein Dikhaya HUSSAIN Ne

Kia Jalwa Karbala Mein
Dikhaya HUSSAIN Ne

Sajde Mein Ja K Sar
Kataya HUSSAIN Ne

Naize Pe Sar Tha Aur
Zubaan Pr Aayatei'n

QURA'AN Is Terha
Sunaya HUSSAIN Ne

NANA K DEEN Pe Har
Cheez Waar Dii

Kuch Na Apne Paas
Bachaya HUSSAIN Ne

Kyun AAQA (S.A.W) Ko
Na Apne Nawasey Pe
Naaz Ho

Har QAUL
MUSTAFA (S.A.W) Ka
Nibhaya HUSSAIN Ne

Parwardigar Suna Hy K Tu Rehta Hy Sheh-Ragg K Qareeb

Parwardigar
Suna Hy K Tu Rehta Hy Sheh-Ragg K Qareeb

Jab Khanjar Gardana-E-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal

"If I Had An Army Like The 72 Soldiers Of HUSSAIN (A.S),

"If I Had An Army
Like The 72 Soldiers Of
HUSSAIN (A.S),
I Would Have Won The
Freedom For India In
24 Hours ..."

(Gandhi)

Ye Keh Ker Farishto'n Se JANNAT Mein Chala Jao'n Ga

Ye Keh Ker Farishto'n Se
JANNAT Mein Chala Jao'n Ga

HUSSAIN (R.A) K Qadmo'n K
Nishaan Dhoond Raha Hoon

~ Allama Iqbal ~

Ye Keh Ker Farishto'n Se JANNAT Mein Chala Jao'n Ga

Ye Keh Ker Farishto'n Se
JANNAT Mein Chala Jao'n Ga

HUSSAIN (R.A) K Qadmo'n K
Nishaan Dhoond Raha Hoon

~ Allama Iqbal ~

Marr Ja Furaat Apne Hi Paani

Marr Ja Furaat Apne Hi Paani
Mein Doob Ker ...

Pyasa Chala Gaya Hy Tere
Paas Se HUSSAIN ...

Afzal Hy Kul Jahan Se Ghrana HUSSAIN Ka

Afzal Hy Kul
Jahan Se
Ghrana
HUSSAIN Ka

Nabion Ka Tajdar Hy Nana HUSSAIN Ka

1 Pal Ki Thi Bas Hakomat Yazeed Ki

Sadian HUSSAIN Ki Hain Zmana HUSSAIN Ka.

Wo Jis Ne Apne Nana Ka Wada Wafa Ker Dia

Wo Jis Ne Apne Nana
Ka Wada Wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-E-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
Shahadat Ka Jaam

Us Hussain Ibn E Ali
Par Lakho'n Salam ...

Wo Jis Ne Apne Nana Ka Wada Wafa Ker Dia

Wo Jis Ne Apne Nana
Ka Wada Wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-E-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
Shahadat Ka Jaam

Us Hussain Ibn E Ali
Par Lakho'n Salam ...

Anjam-E-Wafa Kia Hy Socha Nahi Kerty

Anjam-E-Wafa Kia Hy
Socha Nahi Kerty

Momin Kabhi Halaat Se
Sauda Nahi Kerty

Ye Rasm Sikhai Hy
Hussain Ibn E Ali Ne

Sarr Sajde Mein Ho Tou
Teero'n Ki Parwah Nahi Kerty

Anjam-E-Wafa Kia Hy Socha Nahi Kerty

Anjam-E-Wafa Kia Hy
Socha Nahi Kerty

Momin Kabhi Halaat Se
Sauda Nahi Kerty

Ye Rasm Sikhai Hy
Hussain Ibn E Ali Ne

Sarr Sajde Mein Ho Tou
Teero'n Ki Parwah Nahi Kerty

Yazeed Se Pucho K Tera Raaj Kahan Hy ?

Yazeed Se Pucho K
Tera Raaj Kahan Hy ?

Wo Khoon Se Aaluda
Tera Taj Kahan Hy ?

Zinda Hy Hussain
Hamesha Hi Rahe Ga !

Yazeed La'anat K Siwa
Teri Yaad Aaj Kahan Hy ?

Yazeed Se Pucho K Tera Raaj Kahan Hy ?

Yazeed Se Pucho K
Tera Raaj Kahan Hy ?

Wo Khoon Se Aaluda
Tera Taj Kahan Hy ?

Zinda Hy Hussain
Hamesha Hi Rahe Ga !

Yazeed La'anat K Siwa
Teri Yaad Aaj Kahan Hy ?

Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een Hai

Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een Hai
Jo Jabar Ka Munkir Nahi, Woh Munkire Deen Hai
(Faiz Ahmed Faiz)

Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een Hai

Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een Hai
Jo Jabar Ka Munkir Nahi, Woh Munkire Deen Hai
(Faiz Ahmed Faiz)

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai
Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Ba’d
(Muhammad Ali Jauhar)

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai
Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Ba’d
(Muhammad Ali Jauhar)

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari
Jo Na Batil Se Daren Hain Vahi Shi’an-E Hussain
(Muhammad Ali Jauhar)
http://www.coolurdu.blogspot.com/

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari
Jo Na Batil Se Daren Hain Vahi Shi’an-E Hussain
(Muhammad Ali Jauhar)
http://www.coolurdu.blogspot.com/

Islam Ke Daman Men Bas Is Ke Siva Kya Hai

Islam Ke Daman Men Bas Is Ke Siva Kya Hai
Ek Zarb-E Yadulla Hi Ek Sajda-E Shabbiri
(Allama Muhammad Iqbal)

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain
(Khwaja Moinuddin Chisti)

Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai

Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai
Khuda K Deen Ki Umr-E-Daraz Jari Hai
Sajday Main Rakh K Sir Ko Na Uthaya Hussain Nay
Mere Hussain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai

Sar Gair K Aage Na Jukane Wala

Sar Gair K Aage Na Jukane Wala
Aur Nezey Pey Bhi Quraan Sunaney Wala
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain
Islam Ko Islam Banane Wala

Sar Gair K Aage Na Jukane Wala

Sar Gair K Aage Na Jukane Wala
Aur Nezey Pey Bhi Quraan Sunaney Wala
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain
Islam Ko Islam Banane Wala

Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan

Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan
Paani Phirta Hai Talash-E-Hussain Main

Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan

Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan
Paani Phirta Hai Talash-E-Hussain Main

Phir Aaj HAQ K Liye Jaan Fida Kare Koi

Phir Aaj HAQ K Liye Jaan Fida Kare Koi
Wafa Bhi JHOOMUthe Yun Wafa Kare Koi
Namaz 1400 Saalon Se Intizar Main Hai
HUSSAIN Ki Terha Mujh Ko Adaa Kare Koi

Baatil K Saamne Jo Jhukaye Na Apna Sir

Baatil K Saamne Jo Jhukaye Na Apna Sir
Samjho K Us K Zehan Ka Malik Hussain Hai

Aankhon Ko Koi Khwaab Tou Dikhayi De

Aankhon Ko Koi Khwaab Tou Dikhayi De
Tabeer Me Imam Ka Jalwa Dikhayi De
Aye ! Ibn-E-Murtuza Tere Saamne
Suraj Bhi Ek Chota Sa Zarra Dikhayi De

Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Main Manaya Jaye Ga

Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Main Manaya Jaye Ga
Maqsad-E-Shabeer Aalam Ko Bataya Jaye Ga
Yaad Ker K Jo Na Roya Karbala Walon Ki Pyaas
Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jaye Ga

Kat Kay Bhi Sab Se Jo Ooncha Hai Wo Sar Kis Ka Hai

Kat Kay Bhi Sab Se Jo Ooncha Hai Wo Sar Kis Ka Hai
Lut K Abaad Hai Ab Tak Wo Jo Ghar Kis Ka Hai
Takht Walon Ne Muar?rikh Bhi Khareede Honge
Zikr Dunia Main Magar Shaam-O-Seher Kis Ka Hai

Tareekh De Rahi Hai Ye Awaaz Dum Ba Dum

Tareekh De Rahi Hai Ye Awaaz Dum Ba Dum
Dasht-E-Sabat-O-Azm Hai Dast-E-Bala-O-Gham
Sabr-E-Maseeh Wa Jura’at Suqraat Ki Qasam
Is Rah Main Hai Sirf Ek Insaan Ka Qadam
Jis Ki Rago’n Mein Aatish-E-Badr-O-Hunain Hai
Us Soorma Ka Isme Girami ?HUSSAIN? Hai

Ek Chamman FATIMA(S.A) Ka Ujra

Sajday se karbala Ko Bandagi Mil Gai
Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gai
Ek Chamman FATIMA(S.A) Ka Ujra
Magar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gai

Jin K Sajdo?n Se Munawar Hai Jabeen-e-Aftab

Jin K Sajdo?n Se Munawar Hai Jabeen-e-Aftab
Mere Harfo?n Ki Ibadat Un Khuda Walo?n K Naam
Meri Sheh-rug Ka Lahoo, Nazar-e-Shaheedan-e-Wafaa
Mere Jazbo?n ki Aqeedat Karbala Walon K Naam..

Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tujhay Us Se Itna Hasad Hai Kyun?

Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tujhay Us Se Itna Hasad Hai Kyun?
Jo Nabi(S.A.W.) Ki Aankh Ka Noor Hai Jo Ali Ki Rooh Ka Chain Hai
Kabhi Dekh Apne Khameer Main Kabhi Pooch Apne Zameer Se
Wo Jo Mit Gaya Wo Yazeed Tha, Jo Na Mit Saka Woh Hussain Hai

Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Main

Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Main
Milta Hai Iztiraab Yunhi Dil K Chain Main
Selaab Dekhta Hoon Tou Ata Hai Ye Khyal
Pani Bhatak Raha Hai Talash-E-HUSAIN Main

Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi Zameen

Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi Zameen
Aya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN Ka
Phir Chand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh Dekh
Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka

Maut K Darya Main Har Ek Khushk-o-Tar Reh Jayega

Maut K Darya Main Har Ek Khushk-o-Tar Reh Jayega
Haan Faqat Naam-e-Hussain Ibn-e-Ali Reh Jayega

Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy

Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy
Nisbat Har Aik Imam Ki Noor-e-Jali Se Hay
Kul Akhtiyaar De Diya HASSAN-o-HUSSAIN Ko
Daita Khuda Zaroor Hay Par Milta ALI Say Hay

Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy

Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy
Nisbat Har Aik Imam Ki Noor-e-Jali Se Hay
Kul Akhtiyaar De Diya HASSAN-o-HUSSAIN Ko
Daita Khuda Zaroor Hay Par Milta ALI Say Hay

Ye Nazam hai k bila Gul bahaar ,baagh nahi

Ye Nazam hai k bila Gul bahaar ,baagh nahi
Jab hi tu Daman e Qudrat pe koi Daagh nahi
Ali a.s na atay Harum mai tu HAQ se khete Khalil
k Ghar tu App ne banwalia likin Chiragh nahi

Fiza-e jannat main bhi hamaisha

Fiza-e jannat main bhi hamaisha nasheest un hi saji rehay gi
tamam ahlay wila ka mirkaz NABI(PBUH) ki bara dari rehay gi
jo phool shakhoon say gir bhi jain to un say khushbo juda na ho gi
jo hum marain bhi to zehan o dil main ALI(A.S) KI KHUSHBO BASI REHAY GI

Hay Pori Kayanat Mein Hakoomat HUSSAIN Ki

Hay Pori Kayanat Mein Hakoomat HUSSAIN Ki
Wajib Hy Momino Pe Muhabbat HUSSAIN Ki
Dozakh Se Uth Ke Wadi-e-Jannat Mein Aa Gia
HUR Par JO Pari Sham-e-Enayat HUSSAIN Ki

Ye Ikhtyar Kitna Wasee o Buland Hy

Ye Ikhtyar Kitna Wasee o Buland Hy
Sara Jahan HUSSAIN Ki Muthi Main Band Hy
Badla Hy Karbala Main Taqaza-e-Inqilaab
Naizey Pe Ab Jo Sir Hy, Wohi Sir Buland Hy
Aiwan e Intesaab Main Jannat Na Kar Talash
Ye Tu Ghum-e-HUSSAIN K Aansoun Main Band Hy

Apni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan!!!!

Apni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan!!!!
Is Se Acha To Merey Ghar Ka Azaa Khana Hy
Zid Na Kar Tu Mujhe Firdos Main Le Janey Ki
Rasta Chor !!! Mujhe Karb-o-Bala Jana Hay

Tuesday, December 15, 2009

jis din se piya dil le gaye - noor jehan

RAG Mian Ki Todi

Jis Din Se Piya Dil Ley Gaye Dukh Dey Gaye - Noor Jehan In Tarannum

RAGA Mian Ki ToDI

Monday, December 14, 2009

Sunday, December 13, 2009

kuch door hamaray sath chalo.

kuch door hamaray sath chalo.
ham dil ki kahani keh dain gay.
samjhay naan jisay tum ankhon say.
wo baat zubani kah dain gay.
phoolon say jab honton par.
ik shokh tabasun bikhray ga.
dheeray say tumharay kaanon main .
ik baat purani kah dain gay.
izhar e wafa tum kia jano.
iqrar e wafa tum kia jano.
ham zikar karain gay ghairon ka.
or apni kahani keh dain gay.

kuch door hamaray sath chalo.

kuch door hamaray sath chalo.
ham dil ki kahani keh dain gay.
samjhay naan jisay tum ankhon say.
wo baat zubani kah dain gay.
phoolon say jab honton par.
ik shokh tabasun bikhray ga.
dheeray say tumharay kaanon main .
ik baat purani kah dain gay.
izhar e wafa tum kia jano.
iqrar e wafa tum kia jano.
ham zikar karain gay ghairon ka.
or apni kahani keh dain gay.

Mare Wafa Ka Naksh

Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah Gaya
Mahfil Se Youn Utha Houn K Mahfil Main Rah Gaya
Ek Aek Ker Ka Mit Gaye Sab Naksh-E-Maasiwa
Ek Dard-E-Ishq Tha Jo Meray Dil Main Rah Gaya
Us Nay Sitam Se Hat Uthaya Sitam Kiya
Dil Gher K Aaj Ek Naye Mushkil Main Rah Gaya
Gum Tu Teray Aaman Hi Kahain Jab Na Mil Saki
Ghabra K Meray Tootay Howe Dil Main Rah Gaya
Dad-E-Talab Ki Bheekh Kissi Nay Na Di Mujhay
Zook-E-Talab Hi Kaaasa Saahil Main Rah Gaya
Eay Zapt Lut Gaya Tha Jahan Karwan-E-Dil
Dam Toot Ker Na Kioun Use Manzil Main Rah Gaya!!

Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka
Ye Kiya Sitam K Who Bhi Hamara Na Ho Saka
Ankhoon Na Jis K Wasta Sadiy“On Safar Kiya
Who Youn Mila K Us Ka Nazara Na Ho Saka
Main Na Har Ek Rukh Pay Nigahain Bikhair Din
Lakin Badal Koi Bhi Tumhara Na Ho Saka
Jo Rah-E-Guzar Ishq Main Pathar Banay Rahay
Un Sa Kisi Bhi Tor Kinara Na Ho Saka
Mujh Ko Kis Liya Shikwa Ho Gair Say
Khud Jub Main Apnay Dukh Ka Sahara Na Ho Saka

is Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

Zindagii Ko Bech Diyaa

Azmat-E-Zindagii Ko Bech Diyaa
Ham Ne Apanii Khushii Ko Bech Diyaa
Chashm-E-Saaqii Ke Ik Ishaare Pe
Umr Kii Tishnagi Ko Bech Diyaa
Rind Jaam-O-Subuu Pe Hansate Hain
Shaikh Ne Bandagii Ko Bech Diyaa
Rah Guzaaron Pe Lut Gaii Raadhaa
Shaam Ne Bansurii Ko Bech Diyaa
Jagamagaate Hain Vahashaton Ke Dayaar
Aql Ne Aadamii Ko Bech Diyaa
Lab-O-Rukhsaar Ke Ivaz Ham Ne
Sitvat-E-Khusravii Ko Bech Diyaa
Ishq Beharuupiyaa Hai Ai ?Sagar?
Aap Ne Saadagii Ko Bech Diyaa

Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni

Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De K Mujhko Chahaton Mein Maar De.
Buhut Udaas Tha So Uthh K Tere Paas Aagya,
Kuch Aesi Baat Ker Jo Dil Ko Chaen De,Qarar De.
Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai Zindagi,
Jo Ho Sake To Aj Meri Zindagi Sanwar De.
Ae Mehtaab Tu Kabhi Jo Mera Chaand Dekh Le,
Qasam Khud Ki Apni Jaan Tu Bhi Us Pe Waar De.
Mera Asasa-e-Hayat Chhin Gaya Hai Dosto,
Do Chaar Din Ki Zindagi Koi Mujhe Udhaar De.
KhushNaseeb main Nahin, to Shaam-e-Ghamm Hi De Mujhe ,
Yeh Kab Kaha K Tu Mujhe Gullab De, Bahar De.
Mujhe Kisi K Ishq Ne Banaya Neer-e-Jahan,
Dua Kero Khuda Yeh Gham Tumhen Bhi Ek Baar De.

Duniya ki nazron mein girna

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya
Apno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya.
Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain
Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya.
Agar woh wafadaar hota to yoon bewafai na karta
Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya.
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi
Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya.
Qatal hi karna tha toh samne se karta
Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya.
Dost bana kar fir humse use mujh par pyar na aaya..
Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya..
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai
Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya.
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ”ISHQ”
Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya

Falsafe Zindgi Ke Hai

Falsafe Zindgi Ke Hai Pecheeda Itne Ki
Chalne Se Pehle Meri Raahe Bikhar Jati Hai
Hazaar Zakhmo Ke Baad Ab Ye Aalam Hai
Ishq Ke Naam Se Hi Meri Rooh Sihar Jati Hai

Zindagi Sirf Mohabbat Nahi

Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy …

Zindagi Sirf Mohabbat Nahi

Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy …

Ek Dilruba Talasm Baney

Basher Key Roop Main Ek Dilruba Talasm Baney
Shafaq Main Dhoop Milayen Tu Us Ka Jism Baney
Woh Mojzaat Ki Had Tak Pohunch Gaya Hey Qateel
Hurf Koi Bhi Likhoon Usi Ka Ism Baney

Raaton Ko Uth Uth Rote Hain

Raaton Ko Uth Uth Rote Hain
Ro Ro Kar Duaayen Karate Hain
Aankhon Men Tasavvur Dil Men Khalish
Sar Dhunate Hain Aahen Bharate Hain
Ai Ishq Ye Kaisaa Rog Lagaa
Jiite Hain Na Zaalim Marate Hain

Baat Nahi Hoti

Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti
Suraj Ke Samne Kabhi Raat Nahi Hoti
Hum Chahte Hai Jinhe Jaan Se Bhi Jyada
Wo Samne Hai Par Baat Bhi Nahi Hoti

Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay

Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay
Ik Dafaa Ko Kehdiaa Mat Poochhiay
Makr Kay Aur Jhoot Kay Iss Daur Main
Kaun Hai Saadiq Bhalaa Mat Poochhiay
Ishq E Ahmad Yaan Jissay Haasil Nahein
Khuld Main Kab Jaa?aygaa Mat Poochhiay
Bughz Kee Banjar Zameen Kaa Pair Woh
Aag Bin Kaisay Jalaa Mat Poochhiay
Fikr Jab Parwaaz Thee Kernay Lagee
Phir Qalam Kya Likh Gayaa Mat Poochhiay
Dhoop Kay Jungle Se Kiss Tarah
Chha?oN Bin Chaltaa Gayaa Mat Poochhiay

Baat Nahi Hoti

Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti
Suraj Ke Samne Kabhi Raat Nahi Hoti
Hum Chahte Hai Jinhe Jaan Se Bhi Jyada
Wo Samne Hai Par Baat Bhi Nahi Hoti

Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay

Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay
Ik Dafaa Ko Kehdiaa Mat Poochhiay
Makr Kay Aur Jhoot Kay Iss Daur Main
Kaun Hai Saadiq Bhalaa Mat Poochhiay
Ishq E Ahmad Yaan Jissay Haasil Nahein
Khuld Main Kab Jaa?aygaa Mat Poochhiay
Bughz Kee Banjar Zameen Kaa Pair Woh
Aag Bin Kaisay Jalaa Mat Poochhiay
Fikr Jab Parwaaz Thee Kernay Lagee
Phir Qalam Kya Likh Gayaa Mat Poochhiay
Dhoop Kay Jungle Se Kiss Tarah
Chha?oN Bin Chaltaa Gayaa Mat Poochhiay

Naam Aya Bhi To Kin Namo Mai

Naam Aya Bhi To Kin Namo Mai
Ja Mile Ishq Ke Na Kamo Mai
Ab To Rona Bhi Howa Hai Shamil
Roz Mara Ke Kai Kamo Mai
Mil Liya Karta Hun Ab Bhi Tum Se
Tere Bheje Howe Peghamo Mai
Sham Teri Ik Judai Ki Bhi Hai
Meri Beemar Parri Shamo Mai

Tayamum Kar Loon

Apni Zaat Ke Mehwar Mein Tujhey Zum Kar Loon
Ibaadaton Mein Tera Ishq Bhi Raqam Kar Loon
Terey Ashkon Se Ho Agar ?Wazoo? Na-Mumkin
Mein Terey Jissm Ki Matti Se ?Tayamum? Kar Loon

Salam Likhoon Ga

Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhoon Ga
Dil Ki Kitab Mein Arman Likhoon Ga
Kash Hum Ko Mil Jaey Aasman Ki Hukumat
Sitaron Ki Jagah Mein Tera Naam Likhoon Ga

Roop Ki Pahchan Hai

Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai

Woh Log Bohat Hi Achhay Thay

Woh Log Bohat Hi Achhay Thay
Jo Ishq Ko Kaam Samajhtay Thay
Ya Kaam Se Aashiqui Kartay Thay
Hum Jeetay Jee Masroof Rahay
Kuchh Ishq Kia, Kuchh Kaam Kia
Kaam Ishq Ke Aaray Aata Raha
Aur Ishq Kaam Se Ulajhta Raha
Aur Phir Aakhir Tang Aa Ka Hum Nay
Donon Ko Adhoora Chhor Dia

Woh Log Bohat Hi Achhay Thay

Woh Log Bohat Hi Achhay Thay
Jo Ishq Ko Kaam Samajhtay Thay
Ya Kaam Se Aashiqui Kartay Thay
Hum Jeetay Jee Masroof Rahay
Kuchh Ishq Kia, Kuchh Kaam Kia
Kaam Ishq Ke Aaray Aata Raha
Aur Ishq Kaam Se Ulajhta Raha
Aur Phir Aakhir Tang Aa Ka Hum Nay
Donon Ko Adhoora Chhor Dia

Kachi Deewar Hoon

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh Ko
Tum Ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhte Hoon
Dil Mai Dharkan Ki Tarah Tum Bhi Basana Mujh Ko
Baat Karnay Main Jo Mushkil Ho Tumhein Mehfil May
Main Samajh Jaaonge Nazron Se Bataana Mujh Ko
Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho
Khuwab Pura Jo Na Ho Wo Na Dikhana Mujh Ko
Apne Rishtey Ki Nazaakat Ka Bharam Rakh Lena
Main To Aashiq Hoon Deewane Na Banana Mujh Ko

Aye Anjan Larki

Aye Anjan Larki
Jab Udas Lamhon Main
Tum Ko Koi Yad Aaye
Sochna
To Phir Khud Say
Yeh Sawal Bhi Karna
Kis Nay Pooja Tha Tumhain
Kon Tha Woh Kaisa Tha

Ek Tumharey Jaisa

Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana
Us Main Sey Do Putley Banana
Ek Tumharey Jaisa
Ek Merey Jaisa
Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna
Un Sey Phir Tum Do Putley Banana
Ek Tumharey Jaisa
Ek Merey Jaisa
Ta K
Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen
Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana

Matam Nahi Kertay

Gir Jaye Jo Dewar Tu Matam Nahi Kertay
Kartay Hain Boht Log Magar Hum Nahi Kertay
Hai Apni Tabiat Main Jo Khami Tu Yehi Hai
Hum Ishq Tu Kertay Hain Magar Kam Nahi Kertay
Nafrat Se Tu Behter Hai Ke Rastay Hi Juda Hoon
Bekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi Kertay
Her Sans Mein Dozakh Ki Tapish See Hai Magar Hum
Soraj Ki Terhan Aag Ko Madham Nahi Kertay
Kia Ilm Ke Roatay Hon Tu Mar Jatay Hoon Ali
Wo Log Jo Kabhi Ankhon Ko Naam Nahi Kertay